Namskaar may kisan dosto
Jesa ki hum sab jante hai ki kheti ke sath sath pashu palan ka kary kisano ke liye kafi labhdayak hota hai or dono hi ek dusre ke purk vayvsay bhi hai or yadi kisaan sahi tarike se pashu palan kre to kam lagat me adhik munafa kama sakte hai
Aaj ki is post me hum bataye ge ki
Yadi hum pashu palan ko vyvsayik rup me kre to hume janm se hi pashuo ko tyaar krna padega taki wo aage jaa kr acchi nasl ke or acche dudharu pashu bane iske liye hame unka santulit aahar or uchit rakhrakhav pr visesh dyaan dena hoga is bare me batane se pahle me aapko batana chahuga ki
Bhut si bar dekha gya hai ki pashu palak bachde bachdiyo ko bhut hi kam matra me postik aahar dete hai हराchara or dana bhi nhi dete hai or unhe ek hi sthan pr banda rahne dete hai unhe
Any pashuo ka bacha hua chara hi dal dete hai unhe hamesha band ke rakhte hai jis se unka saririk viksah bhi ruk jata he esi kai choti moti galtiya aksar dekhne ko milti hai jisse aage ja kr bachde ek accha pashu nhi ban pata hai
Ab hum sidhe kaam ki baat pr aate hai ki
Bachde bachdiyo ko संतुलित आहार kese de
जन्म से 3 माह तक का आहार
Bacche ke janm ke turnt ek ghante ke andar use 1-2 gram खींच aahar ke rup me dena chahiye
खींच क्या है?
खींच प्रसव के के बाद प्राप्त होने वाला पीले गाढ़ा रंग का पदार्थ है।
जिसमे दूध की तुलना में अधिक प्रोटीन or विटामिन rahta hai bachde ko fir ek ghante ke antral me 1 garm khich or dena chahiye
Janm ke 24 ghante bad lgatar tin din tak din me 2 bar yahi aahar dete rahna chahiye aahar ki matra bacche ke शरीर ke vajan ka 10% ki dar se deni chahiye
Navjat bacche ko 60 din tak ubala hua dudh jiska tapmaan sarir ke tapman ke barabar ho daily pilana chahiye
Dudh pilane ki dar
Starting ke 3 week tak
बच्चे के शरीर के वजन का 10% तक
Uske Next 2 weeks tak
15% tak pilana hai
Uske bad use 20% ki dar se 3 month tak 10 kilo tak dudh आवश्यक rup se pila dena chahiye yadi aapne sahi tarike se dyaan diya hai or kisi bhi tarha ki bimari na hui ho to janm ke samy bacche ka vajan 3 month tak dabal ho jata hai
Iske baad aap bache ko jo gehu ka chokar sarso ki khali mugfali ki khali साधारण namk or uchit khanij lavan mila kr khilana chahiye sath me hara chara bhi pryapt matra me deve is doran bacche ko antigaytik जीवाणु नाशक dudh ke sath dena chahiye or garmiyo me time to time din me 3 bar pani bhi pilana chahiye or unke rahne wali jagha ka tapman pr bhi vishesh dyan dena chahiye
3 महीने के बाद का खान पान
Ke bad lagatar bacce ke sarir me vardhi ke liye unhe पौष्टिक aahar dena jaruri he unhe uchit matra me dana or hara chara dena chahiye or khali me unhe mugfali sarso aadi dena chahiye sath me sukhle me hara chara ya dana mila kr bhi dena chahiye or hare chare me bajara javar aadi ka chara bhi khilaye
अन्य ध्यान देने योग्य बातें
Pashu ko subh ya sam ke samy 30 se 40 minit tak tahlana or charana unke liye upyukt rahta hai
Pashu ko badne wali rassi jyda kadak nhi honi chahiye nhi to unke ghav ho jata hai
Ek pashu ka bacha hua chara dusre pashu ko na dale
Pashu ko tanav mukt rakhe
पशुशाला ki safai pr bhi dyaan de
Or pashu pr nigrani rakhe yadi kisi tarha ki alag halchal dikhe to turnt doctors ko bataye samy samy pr aavshyak tike lagvaye
Kisan dosto ye post bhi pade
Ghar pr pashu aahar kese banaye
Ageti sabji kese lagaye
Nilgay ko kheto se kese bhagaye
Kisano se judi 2016 ki bhavishyvaani
Mitro hamare facebook page se jarur jude sath me hamari di gyi jankariyo ka updates paane ke liye hame emial subscribe jarur kre or ye post aapko kesi lagi hame comments me bataye
Jai bhart jai kisan
पोस्ट के बारे में अपनी राय और comment यहाँ करे।